Sawan Aaya Hai OST Creature 3D ft. Imran Abbas & Bipasha Basu

August 05, 2014 Ambreen 0 Comments


Imran Abbas Debut movie with Bipasha Basu Creature 3D music released. Here is the OST Sawan Aaya Hai in the voice of Arjit Singh.
Arijit Singh – Sawan Aaya Hai Creature 3D  Imran Abbas & Bipasha Basu
Sawan Aaya Hai Lyrics:
  • Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
  • Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
  • Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
  • Kyun har subah tu meri sanson me samaye na
  • Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main
  • Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein
  • Kaise bataaun jazbaat ye mere
  • Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
  • Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
  • Bheege bheege tere lab,
  • mujhko kuch kehte hain
  • Dil hai khush mera ki khayal ek jaise hain :)
  • Roko na ab khudko yun sun lo dil ki baat ko
  • Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko
  • Kitna haseen ye lamha hai
  • Kismat se maine churaaya hai
  • Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
  • Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
  • Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
  • Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
  • Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai
Sawan Aaya Hai Audio:  

Sawan Aaya Hai Video: 
  • Song: Sawan Aaya Hai
  • Singer: Arijit Singh
  • Movie: Creature 3D
  • Music Director: Tony Kakkar
  • Lyricist: Tony Kakkar
  • Featuring: Imran Abbas & Bipasha Basu