Taro Maro Song by Ali Gul Pir (Audio /Video /Lyrics )

February 22, 2013 Ambreen 0 Comments



ali gul pir taroo maroo

Taro Maro Video with lyrics:





Taro Maro Lyrics:
  • Ae Zamanay walon mein hun tarooo!
  • taar taar ke dekho mein hun woh maroo!
  • bhalay sath ho BF ya ho mamu
  • mein tujh per chalaon nazron ka jadu
  • lafzon ke nazar or karoon aakhon se karoon baat
  • iska matlab ooohhh… u r very hard
  • meray samnay tum hotay ho tum sab up
  • bhookay ke samnay qorma khatay hotum sab
  • main nahi karnay dunga tujhe zahir pyar
  • ABAY KIA KAR RAHA HAI? … (meri bhen ae yaar)
  • (taroo maroo)
  • nahi karnay dun ga pyar
  • (taroo maroo)
  • sab ko karoon ga khuwar
  • (taroo maroo)
  • jab tak parti reh gee maar
  • Mein isko taroon, usko taroon, sab taroon, uskee taroon!
  • Baby tujhe taarnay ke hai ek waja
  • woh hai teray sheeshay jaisee komal tuacha
  • janu tere husn ka nasha hai sab pe
  • tujhko dekh ker larkiyan bhe bolein yeh sakht hai
  • meray flat ka style sab se wawo
  • katrina kaif jaisay khaye sindhri maangoo,
  • mein hun adhoora jaisay bol bina balla
  • kab milay geee kashmalla
  • mujhay pata hai girls ko acha lagta hai yun
  • jab unko taar ker bolon…shhhshhs ummmm..mmm
  • (taroo maroo)
  • nahi karnay dun ga pyar
  • (taroo maroo)
  • sab ko karoon ga khuwar
  • (taroo maroo)
  • jab tak parti reh gee maar
  • Mein isko taroon, usko taroon, sab taroon! uske taroon!
  • Vital Saaien … Ali Gul Pir
  • Nahin Karne Dega usko us say pyar
  • Larki bhi taroo ga
  • aunty bhi taroo ga
  • uncle bhi taroo ga
  • baby bhi taroo ga
  • bachi bhi taroo ga
  • bakri bhi taroo ga
  • kutta bhi taroo ga
  • building bhi taroo ga
  • gari bhi taroo ga
  • family bhi taroo ga
Taro Maro Audio: